إرسال رابط إلى التطبيق

Tehreek e Islami ka Lahe Amal


4.4 ( 4 ratings )
التعليم كتاب
المطور: Akhzar Nazir
حر

Zinda Tehreekain apnay kam ka musalsal jaiza leti hain aur apnay arkan se mashwaray kay zariay aagay barhati hain, 1957 main Moulana modudi ne arkan kay iztarab ko dekhtay huay aik khasoosi ijtama machhi goth nami aik ghair maroof jagah par rakha, is ijtama main jamaat e islami kay kam aur policies ka tafseeli jaiza pesh kia gai, mustaqbil main apni manzil aur rastay ka tayun bhi kar dia.

Is ijtama main bohat se qeemti log ikhtalaf rai ki wajah se tehreek se door to huay lekin tehreek e islami mazeed yahsoee kay sath aagay barhi. Is kitab main is ijtama ki sari rodadain tafseel se byan huee hain jin ko parh kar aik qari ko bari asaani se un ikhtalafat aur us kay nateejay main tehreek e islami ki mutayin manzil ki samajh aa jati hai
Yeh App Tehreek e Islami ka Ainda Lahe Amal ko Urdu Searchable data main pesh kar rahi hai.

Tehreek e Islami ka Ainda Lahe Amal - Syed Abul Aala Maudud

تحریک اسلامی کا آئیندہ لائحہ عمل ، سید ابولاعلی مودودی

- Text corrections and bug-fixes